Tag Archives: Muharram

Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi

Abbas Kahan Ho - Ali Rizvi Sachay

Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …

Read More »

Alamdaar Na Aaya – Various Artists

Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya

Alamdaar Na Aaya Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x4). Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x2).Darya Se Dil-e-Haidar-e-Qarrar Na Aaya. Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x4). Ghairat Ka Taqaza Hai Alamdar Ki Hasti (x2).Bachhi Se Sharam Saar Wafadar Na Aaya. Aaya Hai Alam… Paani Ke …

Read More »

Asghar Haaye Asghar – Ali Zia Rizvi 1980’s

Asghar Haaye Asghar - Ali Zia Rizvi

Asghar Haaye Asghar Asghar haaye Asghar (x4)aye cheh maheenay waalay tujhko mera salaam Asghar Haaye… (x2) Aye Shaah-e-deen ke dilbar (x2) Aye rooh-e-qalb-e-maadar(Aye Shaah-e-deen ke dilbar)Aye tishnakaam muztar aye bezubaan AsgharAye cheh maheenay… Asghar haaye… (x2) Tishnalabi pe teri (x2)Girya hai ye khudaayi(Tishnalabi pe teri)Mazloomiyat ne teri insaaniyat jagaayiAye cheh …

Read More »

Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir

Kya Likha Fatima Sughra Ne - Mir Hasan Mir 2016-17

Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …

Read More »