Teeroan ke musallay par Teeroan ke musallay par wo sajda-e-Shukrana.Shabbir ne batlaaya (x2). Islaam pe mar Jaana. Teeroan ke musallay par… (x2) Kuch is tarha’n laash aayi ik raat ke biyaahe ki (x2).Afsoos keh maadar ne betay ko na pehchana. Teeroan ke… (x2) Socho to musalmaano ye baat koi kam …
Read More »Na Alam Na Chacha – Syed Nasir Hussain Zaidi
Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi.Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi.Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein.Kat gaya din isi aas hee aas mein.Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na …
Read More »Aaram Kahan Haye Haye Aaram Kahan
Aaram kahaan Haye Haye Aaram Kahan.Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaram kahan haye haye… Qatl Shabbir bhi Abbas bhi Akbar bhi huay.Kat gayay Aon-o-Muhammad ke bhi maqtal main galay.Lasha-e-Ibn-e-Hasan ho gaya pamaal-e-jafa.Aaram kahan… (x3) Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaraam kahan… (x3) Teer jab Asghar-e-maasoom ki gardan mein laga.Deti thi …
Read More »Bhai Bhai Pukarti Rahi Main Phir Bhi Khanjar
Bhai bhai pukarti rahi main Amma ruka na shimr-e-layeen meray bayn se.Sattar kadam thi duur ye Zainab Hussain se. Bhai bhai pukarti rahi main phir bhi khanjar nahi ruka amma (x2)Shimr ne ki phir aisi gustaakhi mujhse dekha nahi gaya amma.Bhai bhai pukarti rahi main phir bhi khanjar nahi ruka …
Read More »Jao Mere Laal – Syed Irfan Haider 2005-06
Jao mere laal Aayay jo qabr-e-Fatima pe Sayyad-e-anaam.Rukhsaar rakh ke qabr pe ro kar kiya kalaam.Sehra mein dil ke tukdoan ki basti basaaunga.Amma Madinay laut ke main aa na paaunga.Kaampa falak laraznay lagi qabr-e-Sayyeda.Aayi janab-e-Fatima ki qabr se sadaa.Jao meray laal. Jao mere laal jao meray laal.Tum pe har kadam …
Read More »Abbas Mera Naam Hai – Syed Irfan Haider 2006-07
Abbas mera naam hai. Shaamiyon pehchaan lo. Abbas jo aaye darya par.Maujo’n mein utha ik shor udhar.Chehray ki jalaalat kehti thi.Rakh dega ulat kar ye lashkar. Ya Abbas Ya Abbas. Abbas ye bolay lashkar se.Paayi hai shuja’at Haider se.Main nehar utha le jaaonga.Ye dars liya hai Khyber se. Ya Abbas …
Read More »Zainab Zainab – Nasir Hussain Zaidi
Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab Zainab Zainab Zainab. Kehtay thay Shaah-e-Karbala. Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab… (x2) Honay ko hain hum bhi juda. Zainab… Zainab… (x2) 1. Chalti rahi sheh par churi. Roti rahi dar par khadi. Mola Ali ki laadli. Kehti thi ye kismat meri. Main …
Read More »Kufe Ka Aur Shaam – Nadeem Sarwar 1989
Kufe Ka Aur Shaam Ka Manzar Kufe ka aur shaam ka manzar (x2).Yaad jab aa jata hai baba.Dil mera phat jaata hai baba.Kufe ka aur shaam ka manzar. 1. Kabr pe Shabbir ki kartay thay Abid buka (x2).Ho gayi kya kya jafa sun ye shah-e-karbala (x2).Sar pe kisi ke na …
Read More »Kohram Mach Gaya – Mir Hasan Mir 2010-11
Kohram Mach Gaya Alvida Alvida (x2). Khaimay mein aa ke Shah ne jab alvida kaha.Kohram mach gaya kohram mach gaya (x2). Khaimay mein aa ke Shah ne jab alvida kaha.Kohram mach gaya kohram mach gaya (x2). 1. Tha jis ka intezar woh saa’at kareeb hai.Din dhal raha hai sham-e-museebat kareeb …
Read More »Qabr Asghar Ki – Mir Hasan Mir 2010
Qabr Asghar ki bananay mein bohat der lagi (x2). Sheh ko ek chaand chupanay mein bohat der lagi. 1. Kuch kadam duur hai bazaar se darbaar magar (x2). Phir bhi Shehzadi ko aanay mein bohat der lagi. Qabr Asghar ki… 2. Sheh ne har laash ko jaldi se uthaya lekin …
Read More »
Abul Hasan Lakhani About Everything I Love!