Aye Kul Ke Madadgaar – Ali Jee
Recited bySyed Ali Jee· ·views

Roman English
Aye Kul Ke Madadgaar
Haaye Hussaina haaye Hussaina.
Aye Haaye Sakina aye haaye Sakina.
Ye rukhsat-e-aakhir hai pukaray Shah-e-waala.
Aye Zainab-o-Kulsum Rabab aur Ruqayya.
Tum sab pe salaam aakhri Allah ko Saupa.
Lipti hui kadmo se ye kehti thi Sakina.
Aye kul ke madadgaar madad karnay ko aao.
Ya Fatima Zehra mere baaba ko bachao (x2).
1. Baba na kaho baba. Tum saath raho baba.
Kuch hum se suno baba. Aagay na barho baba.
Aaram karo baba. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Khaimay mein chalo baba.
Aye kul ke…
2. Juyam ba kuja baba. Dar dasht tu ra baba.
Nazdam to biya baba. Yaad az ee wafa baba.
Lutf-e-be-numa baba. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Aye baba ma ru baba.
Aye kul ke…
3. Main jaan gayi baba. Pehchaan gayi baba.
Kurbaan gayi baba. Talwaaro mein jao ge.
Phir tum bhi na aaogay. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Tum hum ko na tadpaana.
Aye kul ke…
4. Aaya dukhtar-e-nees tam. Yakta gohar-e-nees tam.
Noor-e-nazar-e-nistam. Ya humsafar-e-neestam.
Gar bar gardi man neestam. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Bar gard-o-biya baba.
Aye kul ke…
5. Baba aye mere baba. Laazim hai agar Jaana.
Ye hum se karo waada. Jab shab ka ho sannaata.
Aur meri sada sunna. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Tum laut ke aa jaana.
Aye kul ke…
6. Baba ye mani baba. Laazim shud-e-gar raftan.
Ee waada ye ma baa shad. Dar taariki ye shab ha.
Bishnu chu sadaa-e-man. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Baaz aayi baraaye man.
Aye kul ke…
7. Sheh bolay Sakina jaan. Saw jaan se main kurbaan.
Is tarha na ho girya. Ek waada nibhana hai.
Ek qarz puraana hai. Baraye dil-e-dukhtar.
Baraye dil-e-baba. Tum aaj dua karna.
Aye kul ke…
8. Pursa hai pa-e-Maula. Rehan-o-Ali Jee ka.
Kartay thay haram noha. Sarwar ne kaha beti.
Saa at hai judaai ki. Baraye dil-e-dukhtar (x2).
Baraye dil-e-baba. Maqtal na chali aana.
Related Kalaam
NohaMera Mazloom Hussain – Nadeem Sarwar 2020-21
Nadeem Sarwar ·
NohaAa Asghar Bin Teray – Ali Shanawar 2019-20
Syed Ali Shanawar ·
NohaBujh Gayi Pyaas Chacha – Nadeem Sarwar 1995-96
Nadeem Sarwar ·
NohaAao Chha Kayaa Baba – Nadeem Sarwar 1992-93
Nadeem Sarwar ·
Comments (2)
موحمد زبیر15 October 2024archived
Masha Allah Masha Allah He Masha Allah My Favourite Noha
shaba hashmi2 June 2021archived
MashaAllah website h
