Khuda Ka Zikr – Qari Waheed Zafar Qasmi
Recited byQari Waheed Zafar Qasmi· ·views

Roman English
Khuda ka zikr karay zikr-e-Mustafa na karay. (x2)
Hamaray moo main ho aisi zubaa’n Khuda na karay. (x2)
Khuda ka zikr karay zikr-e-Mustafa na karay. (x2)
Hamaray moo main ho aisi zubaa’n Khuda na karay. (x2)
Dar-e-Rasool pe aisa kabhi nahi dekha. (x2)
Koi sawal karay aur woh ata na karay. (x2)
Madina ja ke nikalna na shehr se baahar. (x2)
Khuda na khaasta ye zindagi wafa na karay. (x2)
Nabi ke kadmoan pe jis dum ghulam ka sar ho. (x2)
Kaza se kehdo ke ik lamha bhi kaza na karay. (x2)
Aseer jis ko bana kar rakhain Madinay main. (x2)
Tamam umr rihaayi ki woh dua na karay. (x2)
Kaha Khuda ne shafa’at ki baat mehshar main. (x2)
Pehal Habib karay koi doosra na karay. (x2)
Sha’oor-e-Naat bhi ho aur zuban bhi ho adeeb. (x2)
Woh aadmi nahi jo in ka haq ada na karay. (x2)
Khuda ka zikr karay zikr-e-Mustafa na karay.
Hamaray moo main ho aisi zubaa’n Khuda na karay. (x2)
Related Kalaam
NaatFaslon Ko Takalluf – Qari Waheed Zafar Qasmi
Qari Waheed Zafar Qasmi ·
NaatWoh Nabiyon Main Rehmat – Qari Waheed Zafar Qasmi 1990’s
Qari Waheed Zafar Qasmi ·
NaatMere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi
Qari Waheed Zafar Qasmi ·
NaatMujh Mein Un Ki Sana Ka – Syed Fasihuddin
Syed Fasihuddin Soharwardy ·
